What is WordPress in Hindi | Full Information




Geniuswp show

Summary: WordPress Kya hai or WordPress ka kaha use hota hai or WordPress par website Kaise banate hai uski jankari aapko iss post me milegi.Agar aap Blogger hai, Developer hai ya Simple aapka koi Business hai jinki website aapko banana hai to aapko WordPress ke ware me pata hona chaiye, Q ki WordPress ki madad se apni website badi aasani se bana sakte hai.Page ContentsWhat is WordPress in HindiType of WordPress1. WordPress.com2. WordPress.orgWordress.com v/s WordPress.orgWordPress Tutorial in HindiDomain for WordPressWordPress HostingWordPress ThemesWordPress PluginsWhat is WordPress in HindiWordPress ek Open Source Software hai jo PHP me banaya gaya hai, jisko koi bhi use kar sakte hai, Edit kar sakte hai or iski madad se koi bhi apni website bana sakte hai.WordPress released May 27, 2003 ko hua tha, jiske foundersMatt Mullenweg orMike Little hai.World ki total website me se 32% websites WordPressparhai, isse aap andaja laga sakte hai WordPress ki popularity ka.WordPress par aesa nahi ki sirf ek trha ki website banti ho, jesa bhi aapko design karna hai, jis trha se customize karna hai wo kar sakte hai.WordPress ki madad se Blog, Website, eCommerce Website, Forum, Social Network, Member sites… kuch bhi bana sakte hai.Isme jo sabse jada attract karne wali chije hai wo hai WordPress Dashboard or WordPress Plugin,WordPress Dashboard jiski madad se ham apni puri website ko badi aasani se manage kar pate hai or WordPress Plugin jinko install karke jo bhi hamare jarurat ki functionality hai wo ham website me add kar sakte hai.Type of WordPressWordPress ke 2 part hai, WordPress.com or WordPress.org jinpar ham website bana sakte hai.. par dono me antar hai..1. WordPress.comagar aapko Free Blog banana hai to aap WordPress.com par Signup karke Blog bana sakte hai.Isme aapko Blogspot ki trha Free Sub-domain milega (example: hindimehelp.wordpress.com) jisme aap apna domain add kar sakte hai.Wese WordPress.com Free blog me hame wo sab option nahi milte jo self hosted me milte hai.. agar wo sab chaye to hame wordpress.com ka pro plan lena padta hai.WordPress.com Blog me ads bhi jab laga sakte hai, jab ham usko pro plan le.. wese agar aapko Hosting or database manage ki tension nahi lena to aap WordPress.com par apna blog bana sakte hai pro Plan leke, uske baad earn bhi kar sakte se sote se.2. WordPress.orgAgar aapko Self hosted WordPress website banana hai to aapko WordPress.org se Software Download karke apni hosting me Install karna hoga.WordPress Kaise Install karte hai uski Step by Step mene share kiye hue hai.WordPress Hosting aap Hostgator se le sakte hai, Self WordPress Install karne ke liye.Wordress.com v/s WordPress.orgWordPress ke dono platform me kya antar... You are listening to the topic about "What is WordPress in Hindi | Full Information", if you want to read the full article, please visit https://geniuswp.com or the link in the description.